गुरुवार, 7 दिसंबर 2017

Google Datally : Save Your Mobile Data and Find Free Wifi Zone | Technic...





Google Datally App Kya hai?

Google Datally ek aisa app hai Jo aapke Mobile Data ko save karne me help karta hai. Saath hi aap monitor bhi kar sakte hain ki kaun sa app kitna data use kar raha hai, Aur us app ko aap block kar sakte hain. Jissey wo aapke phone ke data ko na use kar paye.

Google Datally App Kaise Use Karein?

Google Datally app ko use karna bahut easy hai. Aapko Playstore se Google Datally ko install karna hai. Aur sabhi permission allow karne ke baad dekh payenge ki aapka data kitna loss ho raha hai.
Jaisa ki aapko pata hoga aap jaise hi apne phone ka data on karte hain kai saare aise app hain jo background me apne aap active ho jaate hain aur aapke phone ka data chusna suru kar dete hain. Aise me aap Puri List dekh payenge ki aapka kaun sa aap Kitna data use kar raha hai.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें